janab dkhain trading with analysis ho ya without analysis ye aik gambling ki tarah hi hoti hai r ham ko isay game ki tarah khelna chahiye kyun kay jab ham trading kartay hain to ham ko pata nahi hota hai kay ham nay itna hai ya ham nay harna hai is liye ham ko chahiye kay is main jitna ho sakay khud ko free rakhin ta kay loss honay par ziyada problem na ho