Hame apni trading me is tarah ki analysis ko karna hota hai jiski madad se hamare paas me trading ki income aa sakti hai. Kai baar to aisa bhi ho jaata hai ki ham log is tarah ki analysis ko karte hain jis se hame income nahi mil paati hai aur hamare sirf losses hi hote hain.