g haan forex trading aik business hai koi game nai q k is business mein profit or loss hai is lye hume is business ko mukamal tawaja k sath karna parta hai mare khyal mein agar hum apne kaam ko tawaja se nai kartye to hum loss k swa kuch bhi earn nai kar saktye