Bhai Forex trading aik business hai lekin yeh aap ke liey aik game ki tarha ho jata hai jab aap ko trading karni aati ho, aap game ki tarha he trade karo ge lekin us ke liey zaroori hai ke aap yeh business achay se seekho aur achi practice karo phir yeh aap ke liey asaan hojata hai.