my dear bro forex trading mein profit or loss dono he trading ka hisa hai q k is ki waja se he tou yeh business chal rha hai or mujay jab b loss hota hai tou mein sirf or sirf apni mistake ko talash ker k is ko khatam kerna chahta ho tak mein dubara wo mistake na karo tab ja ker mein relax hota ho.