main jab mjy busniness main lose hota hai to ma sab sa pahli yah sochti hon k main nai zaror kai na kai koi na koi mistake ki hai...phr ma again sab bato ko start sa sochti hn k main na kaha mistake ki hai..is tara main kuch relax ho jati hon...kun k apni mistake ka hum kise ko blam nei day sakty..