Dear jab bi mujhay loss hota hay to tora saa to masla banta hay laykin may jald hi apnay aap par kaboo pa layta hoon quen kay ya mayra bonus wala paysa hota hay apni pocket ka nahi hota hay iss waja say koi bara masla mayray liya nahi banta hay or ya tab ki bath hay jab may treading ko seekh raha tha.