Ji bilkul dost agar loss horaha ho kabhi bhi pareshan na hon relax ho kar trading ko manage karo loss ki wajah dekho aur usko recovery ka plan keya ja sakta hai aur next profit bana lene ki strategy sochni chahiye khud ko hamesha relax rakhen kam risk len loss normal accept karen bada risk na len estarah aap achi trading perform karo gay mujhe bilkil aisa nahi lagta ke loss ke baad hame kuch bhi imagine karne se ya yaad karne se help milti hai loss aik painful cheez hai aur is ki pain jo hoti hai wo aik waqt tak lagi rahti hai aur is ka only solution hai time guzare ga to is ka pain khud he chala jaye ga is ke ilawa koi bhi kam ya cheez is ko heal nahi kar sakti aur time jesa aik phrase hai ke time se zyada best healer koi nahi hai aur loss se milne wale zakhmo ko heal karne ka aik he tarike ka aur aik he way hai time aur time ko jane de aur koshish kare apni best try kare ke trader loss ho to us ko mind me zyada der na le kar aye jitna zyada yaad kare ga to us ke liye is ko forget karna bahut he mushkil ho jaye ga lose your money to ye ho gaya hai aur ham past me ja kar is ko change nahi kar sakte to hame present me rahte huwe is ko deal karna hai aur khud ko time ke sath change kar ke heal bhi karna hai ye hai aik only raasta is ko theek karne ka