trading ke liye trader alag alag tarah ke trading strategy ka use kar sakta hai lekin apni samjh ke anusar hi trading karna sahi rahta hai jaisi trader ki knowledge hoti hai aur pasand hoti hai uske hisab se hi trading kar sakta hai usko bas thodi yaha par achi tarah se strategy par work karna hoga tabhi trading karne ke liye acha strategy banane mein wo kamyab ho sakta hai aur paisa kamane ko mil sakta hai