Dear , forex trading aik aisa business hai kay jis main har bar apko loss he nahi hota is business main profit bhi bohat zada ho ta hai lekin kabhi aisa bhi ho jata hai kay market apki soch se bahir ho jati hai aur apko kuch samj nahi a raha hota kay is waqat kya karna chahiye to us waqat ap trade close kar do mein khud bhi aisa he karta hoon lekin mein ne kabhi bhi is business ko chorne kay bare main nahi socha kyu kay forex aik acha business hai