bhai mostly main bhi aisa hi karta hoon, main khud apni strategy banata hoon, aur usko demo par jarur try karta hoon, jab mujhe fayda hota hai, to main usko real par bhi try karta hoon, aur fayda bhi hota hai, khud strategy banane ki koshish karna chahiye, aisa karne se aur jayda experience banta hai, aur har cheez ki samjh bhi aati hai.![]()