yse my dear Main different types kay experiments karta rehta hon kyun kay meri yeh adat hai ab main demo main bhi kafi zayada working karta rehta hon main usually khud kay analysis ko use kar kay trading karta hon aor main zayada nahi to kam say kam main yeh keh sakta hon kay reasonable profit to lazmi earn kar leta hon kyun kay apko khud karna chahiye working phir ap zayada seekhtay hein bajaye is kay ap dosron kay analysis ko use kar kay trading karen us tarah ap kam seekhien gein earning to ho he jaye gi.,,,,,,,