forex mai agar clear trend na ho or yeh andaza na lag raha ho k ab market ka trend kesa hoga to mai bilkul trade nahin karta balke sirf market ka wait karta hon k jab clear trend ho or jab trend ban jaye tab mai trade karta hon kiun k wait kar lena money lose karny se kahin behtar hai