ager pora din koi be strong signal nahi mily to humain kabhi be trading nahi karni chhaye waisy be main ne to indicators use karny hoty hian jis pair main be mujhee strong signals mil jaty hianm ain usi main he trading kar leti hun aor kuch na kuch hasil kar leti hun