dear mary khiyal say agr acha trend na maily to tarding nai krni chiya kiyu k phir loss b ho sakta hay or loss hony say ahtar yahi hay l tarding mat ki jay lakin agr gambleing ki jay to phir account bilkul wash ho sakt ahy is liya forex ko samaj kar karna chiya kiyu k yah boht zyada risky b hay or boht zyada profitable b.