Agar market me jab koi bhi trend clear nahi hai toh meri toh yehi advise hai ki hum kuch der tak trading na kare aur ho sakta hai kuch din market clear na ho tab tak hume trading nahi karna chahiye kyuki agar hum no clear trend me trade karenge toh loss ho sakta hai.