jii han ya bat bilkul shai ka agar hum low size pa trading Karin ga tu kafi acha trading ka stah sath learning our experience hasil kar laian ga . main na majority trader ko dakha hai wo bht bare size ki trade karna pasand kartya hai jo ka justt earning ka liya hai wo ya nhi smjha hai itna bara size ka sath kis qadar risk hota hai is liya main yahai kahaonghi humesha trading relax ho ka low size ka sath trading kiyo kiyo ka yah fayda mand hote hai.