Main jab bhi apni trading ko karta hu tab mai apni trading me kam se kam trading volumes ka use karta hu. Muje is baat ka pata hai ki agar main aisa karunga tab trading ko karna mere liye ekdum aasan ban jayega aur main jyada time tak apni trades ko kar paunga. Haan ye baat bhi sahi hai ki agar kisi trader ke paas me apni trading ko karne ke liye account ka balance kam ho jaata hai tab uske liye profits kamana mushkil ban jayega.