yes bilkul sahe kaha hai ap ny humy apni trade ko zara lower kar daina chayay kio k tab account wash rahny ka dar rahta hai agar hum trade proper way k sath kary tou kabhi bhi is tarah ki problem ka samna humy nahe karna parta hai problem yai k trader over confidence ki waja sai is mai loss kar baithta hai...