satya kaha apne dusre ke signal par trade karne ki aadat nahi dalni chahiye ek baar se do baar tak aap le sakte hain par har samay lene se aadat ho jati hai aur aap ko fir khud se kaam karne ki aadat chut jati hai jo ki aapko koi bhi kaam sahi se nahi karne daga tab jab wo signal dena band kar deta hai.