new trader ka liya sab sa important analysis jo hai wo technical analysis . kiyo technical analysis ka throw kafi acha gain ho jata hai our is main fundamental ka bna nisbat kafi kam risk hota hai is liya new trader ko start sa hi technical analysis pa focus krna best raha ga.