Hum jab koi trad kartey haan to chahey wo forex trad ho ya koi dosri trad hum kar rah hoon hum ko is me munafa agar ziada aata ha ya phir thora aata ha hum khushi se kabol karna chahey kiukey hum ko ye sooch kar accept karna chahey ke chlo jaise bi ho hum ko munafa to aiya ha na chlo koi hum ko loss to nai na houwa ha hum ko kabhi bayshukri nai karni chaheye.