Technical analysis forex trading main bohat hi zaroori tool samjha jata hai. Technical charting system ko agar ko sahi say samajh lay to woh trader ya user aik profitable trader ban sakta hai. Technical traders ziyada tar kamyaab tasawr kiye jatay hain fundamental news trading kay.