Stop loss use kerne se trader ka account safe rehta hai iske bina trading kerna bahut risky hota hai stop loss main trader ki trade khud hi is point ko touch kerne ke baad automatic loss main close ho jati hai stop loss apply kerne se trader ka account wash nahi ho sakta isko loss jarur hoga laken baad main wo ise recover bhi ker sakta hai, forex trading main loss aur profit dono hote hain aisa kabhi nahi ho sakta ke trader ko sirf profit hu ise kabhi kabhi nuksan main bhi apni trade ko close kerna padta hai isme nuksan main trade close kerna behter hota hai warna trader ka account wash bhi ho sakta hai kyunke market kabhi kabhi bahut jyada volatile ho jati hai aur 300 pips tak ek dum move ker jati hai jiski waja se kuch trader ke account bhi wash ho jate hain, forex main stop loss ek bahut best tools hai ise apply kerne se trader beshak market ko na bhi dekhe tu uski trade automatic khud hi loss main close ho jati hai ise account wash hone ka fear nahi rehta mere hisab se her trader ko stop loss aur take profit tools ko use krna chahye ager market iske trade ke sath chalti hai tu iski trade automatic profit main close hogi warna stop loss hit hoga laken account balance bach jaenga trader baad maim ache se analysis ker ke apna loss bhi recover ker sakta hai aur badhiya profit bhi earn ker sakta hai.