nahi stop loss ka use Humko Sirf ussi trade mein karna chahiye jis mein hum sure nahi hote hai ki Hame profit ho sakta hai aur jo trade galti se open ho jati hai usne Bhi Hum stop loss ka use kar sakte hain theek hai agar profit no loss ho to Hame Jyada loss Na Ho Magar Jisne Hame pakka Bharosa Hota Hai Ki is mein humko profit Hoga Padme Hum Ko stop loss ka use nahi karna chahiye
bhai aisa kuch nahi hai yeh tools hote hain jinko use karne ke liye sab bolte hain magar yeh aap pe depend karta hai ki aap isko use karna chahte hain ya nahi agar nahi karna chahte hain toh bhi aapki marzi hoti hai bhai iss field mein aap pe koi pressure nahi hota hai aap hamesha yeh yaad rakhein.