nahi stop loss ka use Humko Sirf ussi trade mein karna chahiye jis mein hum sure nahi hote hai ki Hame profit ho sakta hai aur jo trade galti se open ho jati hai usne Bhi Hum stop loss ka use kar sakte hain theek hai agar profit no loss ho to Hame Jyada loss Na Ho Magar Jisne Hame pakka Bharosa Hota Hai Ki is mein humko profit Hoga Padme Hum Ko stop loss ka use nahi karna chahiye
bhai mere khayal se stop loss jo tool hai wo es leye he use hota hai ky ap ko jahan lagta ho ky ap ky tradek a volume zayda hai high hai aur market ap ky against move kar rahe hai ya kabhe bhe kar sakhte hai to ap es tool ka use kar lena chahye itherwise har trade mein nhe