nahi stop loss ka use Humko Sirf ussi trade mein karna chahiye jis mein hum sure nahi hote hai ki Hame profit ho sakta hai aur jo trade galti se open ho jati hai usne Bhi Hum stop loss ka use kar sakte hain theek hai agar profit no loss ho to Hame Jyada loss Na Ho Magar Jisne Hame pakka Bharosa Hota Hai Ki is mein humko profit Hoga Padme Hum Ko stop loss ka use nahi karna chahiye
Nahi mai ye blkul bhi nahi smjhta k har ik trade mai stop loss use hi nahi hti aur na hi iska koi fyda hga stop loss ap us waqt use karo mery bhai k jub ap ko
market ki movement k bary mai sure nahi hoty hain thub ap stop loss lgaya karo lkn jub apko pata hai k market kahan jayigi phir stop loss ko no use.