nahi stop loss ka use Humko Sirf ussi trade mein karna chahiye jis mein hum sure nahi hote hai ki Hame profit ho sakta hai aur jo trade galti se open ho jati hai usne Bhi Hum stop loss ka use kar sakte hain theek hai agar profit no loss ho to Hame Jyada loss Na Ho Magar Jisne Hame pakka Bharosa Hota Hai Ki is mein humko profit Hoga Padme Hum Ko stop loss ka use nahi karna chahiye
Stop loss aap ko faida hi deta hay aap ka nuksaan naheeen karta , phir main heraan hoon kay kion traders stop loss ko use naheen karty aur kion apnee trades ko margin calls tak jany daty hain.