nahi stop loss ka use Humko Sirf ussi trade mein karna chahiye jis mein hum sure nahi hote hai ki Hame profit ho sakta hai aur jo trade galti se open ho jati hai usne Bhi Hum stop loss ka use kar sakte hain theek hai agar profit no loss ho to Hame Jyada loss Na Ho Magar Jisne Hame pakka Bharosa Hota Hai Ki is mein humko profit Hoga Padme Hum Ko stop loss ka use nahi karna chahiye
hanji stop loss to har trade me lagana chahiye kyunki agar aapne stop loss nahi lagaya hoga to aapko yahan kaafi bada loss ho sakta hai,stop loss se trader ko pata hota hai ki wo market me kaise kaam kar raha hai aur usne ketna risk liya hai..