nahi stop loss ka use Humko Sirf ussi trade mein karna chahiye jis mein hum sure nahi hote hai ki Hame profit ho sakta hai aur jo trade galti se open ho jati hai usne Bhi Hum stop loss ka use kar sakte hain theek hai agar profit no loss ho to Hame Jyada loss Na Ho Magar Jisne Hame pakka Bharosa Hota Hai Ki is mein humko profit Hoga Padme Hum Ko stop loss ka use nahi karna chahiye
All traders ki apni apni strategy hoti hai.Stop loss ki all traders me set karna zarori nhi hota.But mostly traders me stop loss use kia jata hai.Me bohat kam traders hoti hai.Jin me stop loss use nhi karta.Ye traders ki apni marzi hoti hai.