nahi stop loss ka use Humko Sirf ussi trade mein karna chahiye jis mein hum sure nahi hote hai ki Hame profit ho sakta hai aur jo trade galti se open ho jati hai usne Bhi Hum stop loss ka use kar sakte hain theek hai agar profit no loss ho to Hame Jyada loss Na Ho Magar Jisne Hame pakka Bharosa Hota Hai Ki is mein humko profit Hoga Padme Hum Ko stop loss ka use nahi karna chahiye
mere hisab se stop loss forex trading me ek buhat he acha tool ha is ki madad se ham zeada loss se bach sakte ha lekan ek begineer level trader ko chaye ha k wo forex tradig karte waqat stop loss lazmi lagaye jab k ek professional level ka trader stop loss nhe lagata q k usey apny order par confidence hota ha