nahi stop loss ka use Humko Sirf ussi trade mein karna chahiye jis mein hum sure nahi hote hai ki Hame profit ho sakta hai aur jo trade galti se open ho jati hai usne Bhi Hum stop loss ka use kar sakte hain theek hai agar profit no loss ho to Hame Jyada loss Na Ho Magar Jisne Hame pakka Bharosa Hota Hai Ki is mein humko profit Hoga Padme Hum Ko stop loss ka use nahi karna chahiye
jnab hum jab trading karty hain to humain is main stop loss ko use kar kay kam karnay main kafi asni hasil ho sakti hay kun kay humain is kay use say huamin trading main loss kmm hota hay jitna hum is main loss chahty hain us had tak ho sakta hay huamin tradng main help hoti hay