nahi stop loss ka use Humko Sirf ussi trade mein karna chahiye jis mein hum sure nahi hote hai ki Hame profit ho sakta hai aur jo trade galti se open ho jati hai usne Bhi Hum stop loss ka use kar sakte hain theek hai agar profit no loss ho to Hame Jyada loss Na Ho Magar Jisne Hame pakka Bharosa Hota Hai Ki is mein humko profit Hoga Padme Hum Ko stop loss ka use nahi karna chahiye
gi han forex ke kaam mein stop loss bauhat zaroori hai warna ap ko loss hota rahey gah aur ap parishan rahein gein forex ke kaam mein jaqb ap ko ziada loss hone lage to ap stoploss kar dein iss ke liya ap ko lalch nahi karne aur apna kaam accha se karna hai