nahi stop loss ka use Humko Sirf ussi trade mein karna chahiye jis mein hum sure nahi hote hai ki Hame profit ho sakta hai aur jo trade galti se open ho jati hai usne Bhi Hum stop loss ka use kar sakte hain theek hai agar profit no loss ho to Hame Jyada loss Na Ho Magar Jisne Hame pakka Bharosa Hota Hai Ki is mein humko profit Hoga Padme Hum Ko stop loss ka use nahi karna chahiye
Bhai agar hum stop loss ko use nahi kartay apni trades mai tou is main hamara apna hi nuksaan hai. Stop loss hum ko baray loss say bachanay ka buhat acha jugaat hai aur hum ko issay almost har trade mai use karna chahyie. Agar koi trader stop loss ko useless samjhta hai tou wo galat hai.