nahi stop loss ka use Humko Sirf ussi trade mein karna chahiye jis mein hum sure nahi hote hai ki Hame profit ho sakta hai aur jo trade galti se open ho jati hai usne Bhi Hum stop loss ka use kar sakte hain theek hai agar profit no loss ho to Hame Jyada loss Na Ho Magar Jisne Hame pakka Bharosa Hota Hai Ki is mein humko profit Hoga Padme Hum Ko stop loss ka use nahi karna chahiye
Bhai stop loss ka feature agar Forex trading mai na hota tou aap ko har waqat market monitoring kartay rehna parta. Stop Loss ka sab say bara faida hi yahi hota hai k aap sakoon say apni personal life ko enjoye kar saktay ho, bs aik baar trade open kar k SL set kar do.