nahi stop loss ka use Humko Sirf ussi trade mein karna chahiye jis mein hum sure nahi hote hai ki Hame profit ho sakta hai aur jo trade galti se open ho jati hai usne Bhi Hum stop loss ka use kar sakte hain theek hai agar profit no loss ho to Hame Jyada loss Na Ho Magar Jisne Hame pakka Bharosa Hota Hai Ki is mein humko profit Hoga Padme Hum Ko stop loss ka use nahi karna chahiye
My dear friends mere khayal main to forex trading market main forex traders ko apni trades main stop loss zaror lagana chahiye. kiyun ke is ka sab se bada faida yhe he ke aagar app offline bhi hon to app ki trade agar loss main jae to khud hi close ho jae.