Agar aapko ghar baithe money earn karna hai to forex se best koi business ho hi nahi sakta hai, halaki ye business thoda risky hai par jyada profit earn karne ke liye risk lena hi hota hai aur achchi forex trading ki knowledge ho to risk ko kam kiya ja sakta hai.