jahan tak forex ke kaam ka sawaal ha to iss kaam main aap ko strategies ko apply kiay baghair kuch fayda nahi ho sakta ha aap ko chahiye ke iss kaam ko pori mehnat se karen aur iss ke saath saath aap ko krna ye ho ga ke iss kaam ki market ki hrr wakt nazar rakhni ho gi nahi to aap ko loss ho sakta ha