bhai loss bhi forex ka ek part hota hain kyunke forex ke business main profit aur los dono hote hain isme kuch log bahut jyada earn bhi kerte hai aur kuch bahut jyada loss kerwate hain, duniya main jyada trader forex main loss kerwate hain kyunke inke pass high knowledge nahi hota forex trading main aap bina learn kiye isko perform nahi ker sakte, forex ke ilawa bhi duniya main koi bhi aisa kaam nahi hoga jisme loss nahi hota her business main loss aur profit hota hai laken ager hum is business ke skills sikhe lete hai tu hamara loss kam ho jaenga aur hame acha profit bhi hoga, forex trading main profit bahut jyada hai isme profit ki koi limit nahi hai ye hamare uper depend kerta hai hum forex se jitna chahye profit hasil ker sakte hain, forex main beginner traders ko kafi difficulti hoti hai kyunke inke pass abhi experience nahi hota aur na hi basic knowledge hota hai inko forex trading bahut mushkil lagti hai ager wo isme acha perform kerna chahte hain tu inko forex ko ache se sikhna hoga, trader isme tabhi success ho sakta hai jab wo forex trading ko sikhenga forex main loss professional trader ko bhi hota hai laken iska ye matlab nahi hai ke hamari her trade hi loss main jaengi, kabhi kabhi hamari kuch trade loss main chali jati hai laken hum isme apni mistake dhond ker isko solve ker sakte hain aur aage se kabhi bhi is mistake ko repeat bhi nahi kerenge.