main forex ko hobby nahi samjhta kyun kay main to is per starting main he job samajh kar is per work kar raha hon aor is per he work karta rahon ga apko eak aor baat bata don main already government job kar raha hon aor main part time forex tarding karta hon yakeen maein bohat best busienss hai is main apko bohat faida hoga ap agar part time karta hein ya full time kartay hein asal main matter karta hai kay ap is per work kaisay kartay hein jitna acha apka work hoga apka profit bhi waisa hoga.