Main kabhi bhi kisi sa signals ko borrow nahi karun ga kun ke ak bar nahi maine kafi bar is sa los kia hai kunm ke hum samjhty hain ka wo bilkul theek hun gay is waja sa big lot size bhi use kar laty hain jiss sa humy big loss hotah hai aur mujhy aisa loss 4 time sa bhi ziada hua hai tu main apna hi analysis ab karun ga chaye us sa loss ho ya profit. naziakhan 11:03 AM 02-21-2016
ma na tu aisa kafi kam kara hay bhaiya g , mujhy dosro ki advise per trading karna koi zaida pasand nh hay bhaiya g , kyu k hamay khud apny uper yaqen rakhna cahiyay aur achi mihnat kar k es business ko karna cahiyay .:-)