main bhale hi dusro ka anayis study karta hun.. aur comapre karta hun apne analysis se.. lekin trading sirf apne analysis se hi karta hun.. aur jab bhi dusro ka follow karta hun. yekin mano.. profit trade kam aur loss trade jyada ho jata hain.. isiliye nahi main kissi ko apna analysis bata ta hun.. nahi kissi ki follow karta hun.