kabhi kabhi me barhi ka mashwara b le leta hun or kabhi kabhi aesa nahi b karta hun lekin jb kissi say mashwara leta hun to koshish karta hun k us pay pora utra karo aur us say seekha karo lekin meri ek or adat hai k me aj tak kissi say b jo mashwaray liye hain wo hamesha he tajurbay kar logo say he liye hain or kissi say nahi.