har banda ki aqal ma faraq hota ha koi bohat zaheenhta han aur wo koi bhi kam bohat asani sa aur jald hi seekh jata han aur kuch log zahni toor par low hota han aur un ka lia kuch seekhna mushkil hota ha aur bohat mehnat sa long time ma kuch seekhta han is lia is ko seekhna ya demo sa experience hasil karna ka lia koi time frame batana bohat mushkil kam ha. waisa ziada sa ziada 5-6 month use karna sa kafi kuch samajh aa jata ha agar sath koi guide karna wala bhi ho to.