main to 1 saal se trading kar raha houn peheley main sirf trading karta raha houn or sirf loss main gaya houn phr main ne forums join kiye or us se mugh ko kafi faida howa ha or mere knowledge main kafi faida howa ha to main samghta houn k forums k zariye app ziyada seekh saktey ho