ji dekho forex trading ka jo benefit trader ko milta hain wo shayad hi kisi aur kaam se kisi ko mil pata ho forex trading ka kaam aisa hain jismein bahoot achcha paisa hain aur isko kamane ke liye trader ko jayda mehnat bhi karna padta hain trading mein jab kisi ke pass achcha expereince hota hain tohi wo trading kar sakta hain bina experience ke koi bhi iska fayda nahi udha sakta hain