Forex mein aik success full traders bana k liya learning karna parti hai aur knowledge ko ziada se ziada karna parta hai tab ja kar aik tarder success full trader bana hai aur success full trader jab bhi trading karta hai tu us se pehla wo trading k bara mein analysis karta hian aur achy planing karta hai tab ja kar wo iss business mein trading karta hai.