mere khyal hai humien khud per dependent karna chiya aur apne experience ke hisaab se trading karna chiya scalping per barosa nahi karna chiya kyoun ke some time scalping humien kuch aur bata raha hota hai aur market kahin aur ki taraf jane ki tayari kar rahi hoti hai is main tu khud hi trading karta hoon