Scalping ka safe ya risky hona hum per hi depend krta hai agar hum aik achy trader hain to scalping ka sahi use karen gy aur agar hamain trading ki sojh bojh nahi hai to phir ham jaldi mien trade open b karen gy aur close b karen gy, scalping un traders k leye safe hai jin ka trading experience aur knowledge acha hai aur jin k pass experience ni hai wo scalping mien sirf aur sirg apna loss kerte hain, yeh ap sab log jante ho k scalping her trader nahi ker sakta q k scalping kafi tough hota hai agar ap ka confidence level acha hai to ap safal ho sakat hain, ap ko scalping k leye right time per apni trade jaror open karna hoga q k scalping leye trading knowledge ka hona jarori hai, mien jab b trade open karta hun to sab say pahle market ko analyze kerta hun aur jab market ko theek say samjh leta hun to apni trade scalping mien open krta hun, ap logo ko es baat ka b ba khobi andaza hoga k scalping her bar short term mien use kya jata hai agar ham jayada diar apni trade hold rekhte hain to nuqsan ho sakat hai, scalping kerty waqt hamre ko market ko deeply watch karna hota hai aur her waqt market k sath connect rehna hota hai agar ham thory diar k leye b market nahi dekhty to profit k bajaye hamre ko loss ka samna ho sakat hai es leye her point ko dekh kr trade krna hoga.