g han mein bilkal trust nai karta aur na hi karo ga jo ziyda loss aap ka hota hai wo signal aur robots use karnay sy hota hai aur aap pir kehtay hain ky yeh risky business hai risky aap ny khud is ko banya hua hai aap apni effort sy trading kary aur khuch is ko samjay signal aur scalper in sy aap avoid kary.